Aabi too milay thay Aakash or aabi bichad gayey,
Tere dil mai uttarna tha, or teri nazru se gir gayey..!!
aakash_malik
The Beat Goes Onn
-
aakash_malik 7w
-
aakash_malik 7w
Iss duniya ko bhula denae ka mann karta hai,
Iss zindagi ko jala denae ka mann karta hai,
O maray Aakash...
aaj bhi jab tera zikar ho kahi, too aansu bahanae ka mann karta hai..!! -
aakash_malik 9w
Jo log apnay aap ko bohat Aasman mai samaj rahay hai.!!
Lagta hai wo log bhool rahay hai,
Maray naam mai hee,
Aakash hai..!! -
aakash_malik 12w
Roo pada wo Faqeer bhi,
Mere haat ki Lakeeru ko deakh kr
Aur kehta hai ki tujhe mout nahi ,
Kisi ki yaad maregii...!!! -
aakash_malik 12w
Bhuladena ayy hum safar Aakash ko tum kisi shab,
Mai teray Dil se nikal kar, teray seenay mai utarjawuga..
Mai shayar hu jana, aakhir lutt kar sawar jawuga..!!
Aakash malik -
aakash_malik 13w
Sub nai aapni Salaamati maangai Aus sai__
Mai nai pukara, Aay KHUDA..!
Mera Ishq ? -
aakash_malik 13w
Ghar se nikal kar ghar dhoondta hu mai,
Har naye shaks mai tujhe dhoondta hu mai,
Ek arsa guzar gya tere qareeb se guzre hue,
Phir bhi aaj tak apne kapdu mai teri khushboo dhoondta hu mai..!!
___aakash malik -
aakash_malik 14w
Gunnah toh bohat kiyea hum nai zindagi main,
Par saza waha mili jahan baykasoor thai hum..!!
___aakash✍️ -
aakash_malik 14w
Eak um-reh gawa de hum nai chahat mai teri ,
Badai khush naseeb hogai thumai muft mai paanay waalay..!! -
aakash_malik 14w
Koyi wadaa nahi, phir bhi intezaar hai tera..
Duur hone par bhi aitbaar hai tera...
Na janee kui berukhii ki tunee humse...
Kya humse zyada bhi koi talabgar hai tera..!!
_____malik
