Jab Kisiko Aankhon se dekhkar
Dil me chaap kar
Lafzon me utaara jaata hai use hi ishq kahte hai.
©Ak writes
alishaayesha
-
alishaayesha 3w
-
alishaayesha 3w
Mera pyaar bahut alag hai Tumari Samaj se
Agar tum mujhse door b chale jaaoge na
Aankhon me aansun b aaJayeinge phir b mai rokungi nahi tumhe
Tumse hazaar Shikayatein Hongi na phir b mai kasoor mera hai samjhugi
Agar tumhe Kisi aur ka bante dekhun
Tadap jaungi par kisi ka Haqq nahi cheenungi
Maine tumhe dil me rakha hai kaid me nahi
Tum pyaar karo ya na karo hum Beshak tumhe chahte hai
Aap k saath zindagi nahi Chand lamhe hi kaafi hai.
©Ak writes -
alishaayesha 3w
Suicide is not the solution
Don't you think suicides is a major issue in India! people hang them self. It's not because of love failure , financial issues and family problems. It's because of low self - esteem and mind set. They are physically so strong financially independent even they commit suicide. People are not ready to face their problems they just give up and end there life within minutes . suicide is not the solution. We need to pay attention to this. Mental health is as important as physical health.
©Ak writes -
alishaayesha 4w
Tumse na hi mai Naraz Hoo
Na hi khafa
Bas ek Shikayat hai Tumse
Jo waadein tumne kiye the agar pure karne hi nahi the to kiye hi kyun the.
©Ak writes -
alishaayesha 7w
Agar aap ko kuch ho jayein Yeah Khwaab b hame bechain karta hai
Aap hamare saath hai ya nahi isse hamara na hi pyaar na hi Fikar kam hogi aap k liye .
Bas Hamare liye aap maayne rakhte hai
Aap theik hai hum Isse zyada aap se kuch nai chahte.
©Ak writes -
alishaayesha 9w
Suno...
Kya hum Yeah waala pyaar karsakte hai.
Jaha par hum husband Aur wife nahi balki Dost zyada bane rahe.
Jisme hum ek dusre ki pasand ka qayaal khud ki pasand se zyada rakhe .
Jaha Agar mai Tumhare liye Tumari pasand ki saadi pahanlu to tum mere liye meri favourite shirt pahanlo.
Jab mai Tumare naam ki mehandi Lagao to tum Usko dekhkar muskurao.
Jaha Agar hum mehfil me b raheto hum Dono ki Aankhen Sirf ek dusre ko dhoonde.
Jaha hum budhaape me ek dusre ka Sahara Bane.
Jaha hum Dono ek dusre k liye pareshani nahi khush naseebi bane.
©Ak writes -
alishaayesha 10w
Ab na Tumhare liye wo Kashish hai
Na hi dil me wo tadap
Tumhari yaad aane par
Na hi Tumhare liye ansoon
Na Tumse ummed hai
Na hi Tumse Shikayat
Na hi tumhara intezaar
Na hi Tumhare jaane ka gam
Na hi wo sukoon Jo tumhe soanchte hue milta tha
Bas Ab sab khaali sa lagta hai
Pata nahi dil faulaad ho gaya Hai ya pattar.
©Ak writes -
alishaayesha 10w
Mohabbat ko mohabbat hi rahne do
Aadat ban gay to takleef Dono ko hogi
©Ak writes -
alishaayesha 10w
Men are not obstacles for women empowerment
Women themselves are obstacle to their growth.
It is very necessary for women to encourage other women as well as themselves
Do not stop a women by the name of marriage
A women should encourage for the empowerment of the other women then only the actual women empowerment happens.
©Ak writes -
alishaayesha 12w
Tumhari yaad akele me aayeto hi theek hai.
Warna sab k saamne muskurana asaan nahi hai.
Tumhe soanchte rahnato adat ban gay hai.
Ab tumhari yaad aaye Aur Mai hosh me b rahoon yeah to bahut Mushkil ki baat hai.
©Ak writes
