Kitni kubsurti se chora hai usne mujhe.......
.... wo bewafa hai yeh dekh kar bhi yakkeen hai uski Baaton pe....!
©annanshah
annanshah
Instagram:@itz_annan_83_1
-
annanshah 10w
-
annanshah 10w
Faqat mujhe maloom hai mere safar mai phool nahi...
Tu kante toh na bicha..!
©annanshah -
annanshah 10w
Mujhe pasand tha... tera Rahon se chal k sar ko jhukana
Ab toh chadar se bhi duri kardi tune!
©annanshah -
annanshah 11w
Aameen
Ya rab kaha Jawu ga mai in Gunnaho ho lekar.....
Tere khazane mai farq nahi Padhe ga mere sajde Qabool karde
©annanshah -
annanshah 11w
Logon se kya puchta hai,
Khud ko saaf karke dekh.... Duniya buhat khubsurat hai
©annanshah -
annanshah 11w
Duniya mai log buhat hai,
..... Mai Momin hota toh kya hota?
Mujh mai toufeeq buhat hai,
..... Agar mai sajde mai Rota toh kya hota?
Aap ke Chehre Mubarak pe noor beshumaar hai
..... Mere khwabon mai aate toh kya hota?
Sab Namazi toh hai,
..... Agar dilse hote toh kya hota?
Mai marjau ga ek din yunhi likhte likhte,
Agar Aapki nazar hoti toh kya hota?
©annanshah -
annanshah 11w
Itna magan ho chuke hai duniyadari mai k ab......khauf-e-kabar bhi khaufnaak nahi lagta...
©annanshah -
annanshah 11w
Duniya ke safar mai sirf roya karte hain....... Jo sarbasar hai nafaez ke safar mai!
©annanshah -
annanshah 11w
.... Unke jalwe Aatish tak mehdood nahi wo toh sitaron ke musafir hai........
©annanshah -
annanshah 11w
Unki ibaadat mai "Alan"toh sajda kiya hai..... Bass ab sar na uth jaye!
©annanshah
