My poem
One day I'll not be living on anyone's earning ,
Because I'll be having of mine for enjoying
Those day will be more brighter than today in dark ,
This all will happen because of my hard work
One day I'll be a independence girl,
And I'll shine like a pearl
I'll be having my wings to fly ,
And be learnt to reply
One day my parents too will be proud ,
Only because of their support and for not keeping me bound
These days are very much crucial ,
To make my tomorrow's days special
©ishayagnik
ishayagnik
-
ishayagnik 18w
-
ishayagnik 18w
You don't know exactly the truth about character of a person
You might hear other talk bad about that person
Or.. You might even see that person in bad situation
But,with all these don't judge just a person
After only analysing the fact ..
Understanding the truth ..take right decision
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Galti na thi humari
Galat toh aise ye halat huye
Mazburi ka wo samay
Ye halat bhi na the Hmare bas mein
Dil ki khwahisho ko rakh diya
jhajkor kar jisne
Ruth gye khuda se bhi hm apne
Chah thi khud ko sudharne ki
Mazburi ban baithi haar Hmari
Chah thi ye halat hm badlenge
Jindagi k wohi daur wapas layenge
Lekin kya Hmari kismat mein thi yeh khushkismati
Ya fir halato k usi manjar mein kho jana
Likh rkhe hai yeh Jindagi !!!!
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Fir kabhi
Dil bechain sa ho jata hAi
Na jane yeh kya khojne lag jata hai
Ankho k aansu Galo tak aa jate hai
Hm purani yado m kho jate hai
Man krta hai apni sunu, aj Orr abhi
Pr andar se awaj aati hai fir kabhi..
Dosto k sath masti ka khyal aata hai
Man thoda thaher kr Apno ki yaad dilata hai
Subah ka suraj dekhte hi dekhte dhal jata hai
Man karta hai apni khwahish puri karu, aj Orr abhi
Par andar se awaj aati hai fir kabhi...
Sawarne ki chahat panap rahi hai
Sapno ki chahat bhi jhalak rahi hai
Mai bhi roti hu jab bina galti k kisi ko dukh pahuchati hu
Kisi masoom dil ko chot pahuchati hu
Man karta hai duniya k jaise ban jau mai bhi, aj Orr abhi
Pr dil kehta hai fir kabhi...
Haa andar se awaj aati hai fir kabhi
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Khwaab
Tab tum Orr ham honge. .
Jab Jindagi ki sham hone ko aayegi
Panchhi apne gharo ko ud jayenge
Orr hm chay k sath yadein bant rhe honge
Kabhi ek dusre ki pariksha toh kbi masti mazak honge
Chhoti Chhoti bato par bahes kiya karenge..
Toh kabhi ek sath ho jaya karenge
Tab tum Orr hm hi toh honge...
Mana sare rishte nate amulya hai
Par sb khud m vyast rhenge
Do char din ko ayenge fir laut jayenge
Chah kar bhi samay na de payenge
Ham dono hi toh bas aise pal mein honge
Ek dusre k sath akhri sans tak honge
Tab Ham Orr tum hi toh honge
Jab Jindagi k sare rang ud k
Samay k sath ankhe dhundhla kar jayegi
Yeh Jindagi ki thakan sharir pr kabja kar legi
Ek dusre ko hath badhakar uthayenge
Tum Hmko hm tumko bahut pakayenge
Tum akbar ki khabre sunoge hm chay bnakr pilayenge
Tab tum Orr ham hi toh honge ..
Dono atit k gile shikwe mitayenge
Kabhi apni galti manenge kabhi manwayenge
Fir kabhi achanak barso ka sath chhut jane se
Jindagi ki dor tut jane ke dar se dar jayenge
Asuon se ankhe Bhig chuki hongi
Fir ek dusre ko pani pilayenge
Kabhi purane dost ko phone milayenge
Kabhi purani yadein chhed kar khush ho jayenge
Tab sirf tum Orr hum hi toh honge..
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Khushi
Bahut dhire se badhti hai
Fir achanak ruk kyu jati hai !
Do logo se milta hai pyar,
Fir hazaro k pyar ki Ummid kyu jagati hai ,
Kabhi mile itni ki sama hi na pati hai
Kabhi asuon ke roop mein kabhi muskan se bahar aati hai ,
Jindagi mein aati sirf ek baar hai uske sath hazaro gham kyu de jati hai!!!
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Chahe jitna bharosa rakho riste par wo tut'ta jarur hai
Aur kitni bhi dosti nibha lo kisise wo ruthta jarur hai
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Hai chal raha silsila,
Meri bechaini ka iss tarah
Kabhi mai riston ko bandhti thi
Aur kuch riston ne, kabhi mujhe hi bandh liya
Riston ke bojh tale dabi si,
Kuch iss tarah chali meri ye kahani thi
Fir waqt kuch aisa aaya,
Sab kuch chhodne ki khwahish,
Mere man mein thi
Aur
Adat se majbur
Meri adat bhagne ki
Jagah se, logo se, halato se,
Jyadatar khud se hi
Kyunki ye baat pata thi mujhe,
Jin logo ko meri maujudagi ka ilm tak nahi ,
Unhe meri gair maujudagi ki khabar bhi na Milegi!!
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
Aur sab badhiya?
Waise aj ek baat sochi maine..
As a child you need a mother take care of you.
As a teenager you need a girlfriend to complete your needs.
As a adult you need a wife to be there for you.
And when you grow old you need a daughter.
All life you need a woman !
But we woman don't need anyone
Because we're capable of everything.
We handle kids. We handle family.
We handle our jobs, we handle our entire life with equality!!
So,
Hum ladkiya ladko se kam nahi
©ishayagnik -
ishayagnik 18w
I'm a teenage girl
I know what to wear
I don't dress for guys stare
I've got all the pretty looking pairs.
I put my lipstick on
Not for anyone's intimacy .
Yeah I'm immature
I know my deeds
I know my needs
Stop chasing me for who I'm
Stop finding the facts about me
The truth I'm virgin or not.
Gaps between my legs
Don't offer you bid
I've got good looks
Doesn't mean I'm searching for hook-ups
I'm a girl, a woman inneed
Yes I don't do weed
My addiction don't define me
An inch between my top and shorts,
Oh! That saree, please abort
This world need to change perspectives
I don't need a guy to make me happy
I'm capable of my own
Doesn't mean I'm frown
You gotta look through yourself
Before judging mr
Cause you are you
And I'm me
And none can understand my journey!!
©ishayagnik
