• anjanijaat 6w

  Mandir madeena kaaba

  Tasalli kaha dundhu
  Mandir mai dhundu ya kaaba mai
  Yaa dhundu isko apne mann mai
  Duniya bhulu ya phir khud ko bhul jau mai
  "Preshaniya" bhulu ya dub jau mai khud ko apne raag mai
  Madeena ghumu ya bann jau raakh mai
  Anjani
  ©anjanijaat