• rohit_chauhan_rishu 10w

    Maa❤

    K lapet lo apni anchal mai main soona chahta hun kaise bolun main hun takleef mai main roona chahta hun nhi hona mujhe bada mujhe main phir se baccha hona chahta hun maa mujhe roona hai mai roona chahta hun
    ©rohit_chauhan_rishu