• littonmohanty 24w

  ''Aey Zindagi"

  Zindagi ki khafaa, Na kar saku bayan
  Do lafzon mein..
  Zindagi ek raasta, jis par chaloon
  Ban Anjaan mein...
  Kayamat hai zindagi..Ibaadat hai zindagi
  Ijazzat de zindagi..Karlu naam tujhe mere sapno ke par kya karoon..
  Baandhi hun mein zanzeero mein kaiyd paanchi hun..
  Par udna chahti hoon mein..
  Ijazzat de zindagi..
  Bas azadi chahti hoon mein

  **DIBYASHA ROUT**