• purnima_suman 22w

  Kaash tune samjha hotaa aaj mujhko...
  Yun har baar samjha na hotaa tujhko...
  Takleef iss baat ki nhi ki tune muh moda h...
  Takleef to iss baat ki h..ki smjhne aur samjhane ka biswas Kya sirf mujhse hi Juda h...
  Apnon k kehne par apne hi naraz h tujhse,
  Kash ek rishta nhi Chuna jaatta tujhse..
  Takleef to hai mujhe par koi nhi chlta h ..
  Rootnaa Kya unse jinhe Dil ne Chuna h..
  Har baat smjhi hun iss baar v smjh jaati..
  Kash tumne ek baar samjhaya hota aur Mai fir se maan jaati....

  ┬ępurnima_suman