• khushi_queen 4w

  Barish

  Aaj fir se hui barish
  Na jane kuch alag si thi ye barish
  Na bacha kuch khwaish
  Na hai kuch gunjaish
  Aab kya hai teri aazmaish
  Na jane kuch alag si thi ye barish
  ©khushi_queen