Mithi soch kadwii zaban
Kabhi mitha bol bhi liya kar
Pata hai jab ghum firke mere pass hi ana hai
Toh wakt zaya karta q hai
Jo mujhe bilkul nahi pasand
Ek toh bolna hai or fir
Apne shabdon main bhi nahi rehna
Is baar toh ache se pata laga
Kitnaaaa bada fattuuu hai tu
Dekho janab mere dharya, shamta or nishtha ki pariksha mat lena haar jaoge.
❣️❣️❣️
©swagata_kolya