• faizzanwrites 10w

    Loug kehty hain k mujh par zindagi ki takleifun ka koii asar nahi kuky bay-saakhta hasta hun mai


    Array toot mai b jaata hu par 'Gaazi' hun toot jaany k baad judny ka hunar rkhta hun mai ....


    Dedicated to gazanfar gul

    ©faizzanwrites