• afsabasharat 10w

  Wo mujhsai dour hai...
  Phir be mere Dil Mai hai..
  Socho agar mere pass hota..
  to kya hota...

  Mai hu khafa ussai...
  To ye haal hai...
  Socho jab wo manata mujhai ..
  to kya hota..

  Bas aati hai uski yaad tabhi Zinda hu..
  Socho agar yaad b nahi aati..
  To kya hota.....

  ©afsabasharat