• pinkpanther 6w

  Na mere galti
  Itna badha jurmana bharna pandega mujhe
  Na kuch kiya
  Fir kyun ruth gaya tuh mujhse
  Waapis suna me chup kara deta
  Jese kiya tha tune uss din
  Jab rote hue aa thee tere pass
  Kyun ni kiya wesa tune
  Bolta thaa ghar pe aakr marunga
  Agrr gire scooty se firse
  Kyun nahi kiya vesse tune
  Batah mujhe
  Chup kyun hai
  Bolna.....badhe batein karta thaa
  Ab kya hogya tujhe
  Dosti toh dono jagah sahi nibhae tune
  Bas beech mei phas gaya
  Nachahte hue
  ┬ępinkpanther