Dua
Ek Ehsaas Bilkul Teri Ada Ka Tha,
Bahir Nikal Kar Dekha To Jhonka Hawa Ka Tha,
Zindagi Ki Har Mushkil Se Main Takra Gaya,
Sahara Mujhe Faqt Teri Dua Ka Tha.
Khuda Buri Nazar Se Bachaye Ap Ko,
Chand Sitaron Se Sajaye Aap Ko,
Ghum Kya Hota Hai Ye Aap Bhool Hi Jao,
Khuda Zindagi Mai Itna Hasaye Ap Ko.
©i_m_shubham19