• umangkatoch 10w

  Mohabbat❤️!!

  Zyada kuch to nhi jaanti mein mohabbat k barey mein,,
  Bss tum samney aatey ho to talash
  khtam ho jaati hai!!

  Tu tod de wo kasam jo tune khayi hai,,
  Kbhi kbhi yaad krne mein kya burai hai..
  Tujhe yaad kiye bina rha bhi to nhi jata,,
  Tune dil mein jagah jo aisi banai hai!!
  ©umangkatoch