Usne toh chaand ki tarah har raat
Mere saath chalne ka wada kiya tha.,
Khusiyaan baantne ka wada kiya tha.,
Meri har ek aansu pochhne ka
Wada kiya tha.,
Dooriyaan meetane ka wada kiya tha.,
Par jab koi dusra mil jata tha
Toh woh Mera saath kyun chhod deta tha.,
Aaj bhi afsos iss baat ka hai ki..
Jab savera hota tha,
Woh kahaan chala jata tha...
©subhashree_nanda