Manao Khusiyon ki Diwali
Ghar ka dwar deep se sajao
Aangan main rang-birangi rangoli banao
Anand ke geet aaj sab gaao
Man mein sab ke harsh bhara hai
Phuljari ki jagmag roshani jhalaki hai
Aur mooh main mithai ki mithaas ghuli hai
Sab mil aaj manaye diwali
Prem aur sadbhavana se bhari hai pooja thali
Laxmi ka swagat karo aao gayen maa ki aarti
Happy Diwali
Namrata....
-
namrata_5 9w