Happy diwali to mirakee family
Diya aur muskaan mein
Kya farak hai
Diya jalane ke liye , roshinichaiye
Aur muskurane ke liye sirf tum
Ajeeb hein yaar, log suraj
Chand ke peeche
Khudki ki sitara bhul jate hai
Chalo aaj manaate asli Diwali
Un dil khi muskaano ke saath
Jinhone aapki khushiyaan barkarar rakha
Aaj aapki baari,
Smile please
Ab mere muskaan tho milgayi...
Agar aap kho bi mili...
Comment karo ...
Happy diwali to mirakee family