• sheetalpatgavkar 23w

    Aaj baal sawarte sawarte teri kuch yaadein mujhe aayane mei dikhi...
    Aur vo yaadein ye thi ki jab bhi mere baal bikharte the to tu aapni ungliyon se use sawarta tha jane tujhe kya maza aata tha...
    Kash teri mohabbat waqt ke sath kam na hothi...
    Warna aaj ye yaadein aayene Me nahi mere haqeeqat mei hothi ...
    ©sheetalpatgavkar