Waheguru ji
queen_dharmit
The girl who believes in miracles💫
-
-
Kabhi apne aap se pucho dukhi kyo ho ?
Wajah pta hai par haal e dil maan nahi raha
Ab jo hona tha woh hogya aakhir kab tak udass rahoge..
Phir se mushkurana shuru kardo
Dard ka kya he aaj he kal bhi rahega...
Par tum aaj udass ho kal nahi hoge
Kyunki dard aadat ban jayega aur normal lagega koi nayi baat nahi hogi tum strong jo hoge.
Patience bhi aajayega.
©queen_dharmit -
The value of food is not only in terms of taste but also the nourishment it provides to the consumer is certainly important for good health.
©queen_dharmit -
Kehne ki baat he
Sab tumhare saath hai
Lekin jab jarurat ho tab phir bhi akele khade ho
Saath denge kehne wale dikhayi nahi de rahe
Kehne ki baat hai
Sab chale ja chuke hai
Tum akele khade ho
©queen_dharmit -
Kuch iss kadar
Kuch iss kadar muskurahat barkaarar rakhi he ke mano zindagi safal ho gyi he
Lagta hai khwaab hakikat ban jayenge kyonki iss kadar umeed saath rakhi he
Kuch iss kadar muskurahat barkaarar rakhi he ke mano zindagi safal ho gyi he
Aaj Honsley misaal denge ke aanewala kal shaandaar hoga
:)
©queen_dharmit -
The Caterpillar evolves into a butterfly.
-
Wholeheartedly I accept my life situation in order to heal from this pain
©queen_dharmit -
Conveying to yourself the beliefs that you have about your own worth is so difficult
Accepting the praises behind your success is so easy.
©queen_dharmit -
Kuch iss kadar hairan pareshaan hu ke
Sab kuch khatam ho gya ho bas jaan bachi he aur tabiyat kharab
Dekhte dekhte galtiyaan mehangi padh gyi
Kuch iss kadar hairan pareshaan hu
Apne aap par gussa narazgi he
Ke itna kuch galat hogya maine khud ko kaise na bachaya
Samajdar hote huyiye bhi galtiaan kar baithi
Apni sehat kharab kar baithi
Ilaaj krwana asaan nahin kyunki ilaaj krnewale paise se matlab rakhte he
Jhooth yaha iss kadar bola jaata he ke agle insaan par bharosa karna mushkil ho jaye
Kuch iss kadar hairan pareshaan hu jhooth par yakeen kar maine apni mushkile bada li
Puri tarah kismat ne palti li ke meri jaan maut ke karib hote huye bhi main bach gayi
Sehat se badh kar duniya mein kuch nahi
Ilaaj krnewale bhi jhooth bolte he
Zindagi ka yaha koi mol nahi
©queen_dharmit -
Grief a word so short but still so deep
Sad a word so short but still so hurting
Pain a word so short but still unease
All above make us human
They are part of the journey called life
3 of them interrelated
And when the intensity of these feelings hurting badly increases the soul cries
It prays
And asks for forgiveness and strength
It asks to release the unbearable struggle and seeks for guidance by Lord and finally embraces the pain as it makes the soul whole as it brings the spiritual journey the soul becomes more closer to Lord
©queen_dharmit
