Grid View
List View
Reposts
 • zaarun 2h

  Musaafiron ka raasta chunliya maine

  Na jaane aur kis kis se mohabbat hogi !

  ©zaarun

 • zaarun 6w

  Manzil pahunchne ki dhun hai hum mein

  Raat hogayi hai, kal subah milenge tum se !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Mehfil mein tere tabassum ka charcha hai

  kabhi humko b lifafe mein bhijaya karo !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Raat bhar jugnuon se baat karta raha

  Bas chandini ke intezaar mein !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Lafzon ki kami nahi thi

  Andaz -e- bayaan ka khulasa na tha !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Kuch kath maine almira mein chupa rakkhe hai

  Un khaton ke haqdaar ab tak mujhe mile nahi

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Kitni nazakatien hai tujmein "faariha"

  phool bhi sharminda ban bhaite hai !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Vo kya shae hai tujmein "faariha".

  Dil ghayal kar deti ho nigahon se !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Dil ke bohat khareeb ki yaar ho tum

  Kushboo dene wali Gul-e-Gulzaar ho tum !

  ©zaarun

 • zaarun 7w

  Taron bhari raat hai "faariha"

  Tu kahani suna , mei koi nagma galeta hun !

  ©zaarun