Jaun Elia
है वो जान अब हर एक महफ़िल की
हम भी अब घर से कम निकलते हैं
ठीक है ख़ुद को हम बदलते हैं
शुक्रिया मशवरे का चलते हैं
-
zoobear 10w
-
zoobear 10w
Kafir hi rahe tamaam umr ham,
Ibadat bhi karte to tujhse kufr karte,
Tujhse dil lagate to khuda se kufr karte.,
©ZubairK -
zoobear 10w
Mere khayalo ki Tabeer mere khwab hain !
©ZuberK -
zoobear 10w
दिल-ए-नादां
दिल-ए-नादां तुझे हुआ क्या है
आखिर इस दर्द की दवा क्या है
©Mirza Ghalib
Dil ek mareez hai, aur esa mareez hai ki iska marz maut tak nahi sahi ho sakta,
Duniya main koi shakhs esa nahi kisi na kisi dard mein mubtala na ho, har insani jism mein dil pareshan hai,. Sabki pareshaniya, beemariya, sabke dukh aur ranj o alam ki koi na koi sateh hai,.
Mujhe lagta hai ki mera dil bohot pareshan hai, bhala koi aur bhi itna dard sah sakte hai, Tumhara bhi yahi khayal hai ,tumhara dil bhi yahi gumaa'n rakhta hai ki khudaya mujhe hi itna dard kyu, tujhe main hi mila hooon sare zamane mein, aur to aur Wo sab bhi esa hi sochte hai jiska dil sukoon ki talash mein hota hai.
Yahi soch kar ki mujhe hi sabse zyada gham hai aur baki sab to khushi se jee rahe hai ,hamne ek doosre ke dard ko samajhne ki salahiyat ko mar diya hai,
Aur aaj ke time mein ham sirf apne sukh dukh ki soch rahe hain. ,ham deewano ki tarah dil ko sukooon dene koshish mein lage hain,
Aur wo kya koshish karte hai ham, ham insaan ki banai hoi cheezo mein khushiya'n talash karte hai,
Aur jab unse kuch khushiya milti hoi dikhai deti hain to wo kuch waqt mein khatam ho jati hai, aur fir ham aaur ghamgeen ho jate hain , materialistic world mein siwaye mayoosi ke koi sukoon hasil nahi hota,
Fir in temporary cheezo se na-ummeed ho kar ham rukh karte hain insaan ki taraf, aur karte hain talash ki koi shakhs esa mile jo hamare gham ko sune, aur sirf sune hi nahi us dard ko samjhe aur sirf samjhe hi nahi usko mehsoos kare aur sirf mehsoos ho nahi bil akhir hame sukoon bhi de,.
Aur isi ummeed mein ham usse apna har dukh dard batane lag jate hain, aur fir jisko ham apna ghamgusar samajh bethte hai ,to kyuki wo bhi insaan hi hai aur wo bhi apne dard mein hai aur wesi hi use bhi talash hai, to bhala kese wo sukoon de sakega jo khud sukoon ki talash mein ho....
Aur fir ham insaano se bhi na-ummeed ho jate hai !
Main ye nahi kaha ki sabka dil ka dard ek jesa hai , is duniya mein jitne insaan utne hi kism ke dukh dard hai, aur sabke sache hai koi jhootha nahi hai.
Jab ek bacha hota hai to use dard ka koi ilm nahi hota uske liye dard uski khwahish aur jismani chot hi dard hoti hai,
Aur fiir jese jese bada hone lagta hai aur hamare dil ko pata chal jata hai ki dard hota kya hai, bas tabse hi har insaan ka dil dard mein doobne lag jata hai,,
Akhir is dil ko sukoon kaha se milega fir , duniya ki cheezo mein nahi, insaano mein nahi, to fir kaha ?
Is dard ko sunne wala , samajhne wala, mehsoos karne wala, aur dil ko sukoon pohochane wala sirf Khuda hai, jisko kisi ka gham nahi dukh nahi, wo hi ek wahid hasti hai jo sunnne ke liye har lamha hazir hai, aur wo khuda milega kaha? Wo khuda hamari khudi mein milega, hamare andar hi milega.
Hamare dard ka ilaaz hamare khud ke paas hai, khud se behtar ghamgusar koi nahi. Koi bhi duniya mein is kabil nahi siwaye khud ke.
©ZuberK -
zoobear 10w
Juda
Wo mere samne aa kar baitha !
karke juda rooh ko jism se mere ~
Hamesh hamesh ke lilye mujhe poora kar gaya !
©ZuberK -
zoobear 10w
Candles
Candles ! Deep ! sweet yellow dim lights ! Night!
Ye kuch roshni aur andhere sirf roshni aur andhere tak simit nahi hai,
inka kuch alag wajud bhi hai, ek wo meetha noorani wajood jo hame ehsaaso ke kareeb le jata hai ,
Ye wo kaali roshni hai raato ki jisme ham khud ko kisi ke sabse nazdeek mehsoos karte hain,
Jara socho ki hame hamesa candle lights, tim timate deep ache lagte hai, jo hamare dil ko ek meetha saa sukoon dete hain, hamara dil chahata ki wo deep kaabhi bhuje na, wo mombattti kabhi pighle na, aur wo mulakat khatm na ho ,,.
Esa kyu hota hai?
hamesa hamari khwahish hoti hai ki jisse hame ulfat hai wo hamare sath un mombattioo ki roshni mein hamse mile,
Jisko aaj-kal Candle light dinner ki tarah celebrate karte hai,
Kyu ham fox light dinner nahi sochte ?
Kyu ham wahi jalti-bhujti roshni ki khwahish'mand rehte hai ?
Shayad esa isliye hai ki-
Jab kisi chahane wale se in pyaari noorani tim timati roshni mein milte hai to uska ek chhupa raaz hota hai, jisse ham anjaan hote hai, lekin wo chhupke dekhti mombattiya aur khilkhilate deep anjaan nahi hote, wo apne kaam mein shid'dat se jute rehte hai,
Taki hamari shid'dat poori ho sake,..
To wo karte kya hai ?
Kya kaam hota hai in masoom mombatti aur nanhe deepako ka ?
Socho, ham-dono ek khamosh aasman ke neeche baithe hai, jaha sirf dil ko sukoon dene wali peeli si roshni hai jo ki mombatti ya deep se hawa me mil rahi hai, aur ham ek doosre ko laakh aankh bhar ke dekhne ki koshish mein hain, lekin ham utna ek doosre ko dekh paa raahe hai jitna us roshni me ijazat de rakhi hai,
Aur jab ham apne dil ki baato ko us roshni ke sath ek doosre ke sath ujagar karte hain to hame sirf wo baate sunai deti hain ,
Ham saamne wale ke lafziat ko nahi dekh paate hain,
Wo jo bolte waqt ke expression hai dheemi roshni mein chhip jate hain,
Aur wo expression hame apni khuli aankho'n se bhi nahi dikhte hain,
Ab un expressions ke chhup jane ka sabse khoobsurat fayda kya hota hai?
Jiski wajah wo dheemi si roshni hai,..
Jab hamari jism ki aankhe kisi kaam kii nahi rahti to fir hamari rooh ki aankhe khulti hai,
Aur wo aankhe hame us andhere mein dekhne aur samajhne mein madad karti hai ,............kya?
"saamne wale ke ehsasat"
fir ham expressions nahi jazbaato ko samajhte hai, emotions ko feel karte hain, hamari zuba'n bolte bolte khamosh bhi ho jaye tab bhi ham ek doosre ko sunte rehte hain, hamare jaazbaat apas mein baat karne lagte hain, rooh milne lagti hain,
Aur fir lagta hai ki ye sama rukee na bas yunhi ahista ahista hamesa sath chalta rahe.... "Wo feelings ka kyaa kehna"
Aur ye sab kese mumkin hua ! un masoom mombatti aur nanhe deep ki ruhani roshni se
Shayad mere khayal unki asli tabir na ho lekin ye mujhe sukoon de rahe hai fir bhi..
Raat wala hissa main chhod raha hoon usko aainda izhar karne ki koshish karunga. InshaAllah !
©ZuberK -
zoobear 11w
Soul
。Do we really need another soul to complete our soul? 。
ZuberK -
zoobear 11w
Kitni ajeeb hai gunaho ki justuju Iqbal~~
Namaz bhi jaldi mein padhte hain firse gunah karne ke liye,
©Allama Iqbal -
zoobear 11w
Na Kalma yaad aata hai na dil lagta hai namazo mein Iqbal,
Kaafir bana diya hai logo ko do din ki mohobbat ne,
©Allama Iqbal -
zoobear 11w
Kaarobar
Mohobbat ke badle mein Mohobbat karna Mohobbat nahi Kaarobar hota hai-
ZuberK
-
How did I know?
They ask me how I knew I love you.
When I was in pain, you were the one I needed to hold me.
©one_has_no_name__ -
shivanitanwar 33w
मैं बोझ नहीं
जो समझते हो तुम, मैं वो नहीं,
आज़ाद हूँ मैं भी, तुम पर बोझ नहीं,
जो हक तुम्हे है, वो मुझे क्यों नहीं,
जिंदगी मेरी, फिर मैं हकदार क्यों नहीं|
बचपन से आज तक, हर कहा मैंने माना,
मेरी जीस्त पर मेरा कोई इख्तियार नहीं, ये न मैंने जाना|
खवाहिशें तुम्हारी अपनी बना ली,
आरज़ू सारी अपनी मैंने दबा ली|
तुमनें दिन को रात कहा, वो भी कुबूल किया,
हर राह वो चलि, जिसे तय तुमनें किया|
जब जिक्र औरत का हुआ, तुमनें उसे बोझ कहा,
कभी बाप, पति और बेटा, इन से उपर उसका कोई वजूद न रहा|
उसी ने तराशा मुझे, जिसने तुम्हे बनाया है,
फिर कैसे कोई फर्क हो, जब खुदा ने एक बनाया है|
सांस लेना जानती हूँ, देखना जानती हूँ,
फिर मैं बोझ कैसे, जब मैं खुद को पहचानती हूँ|
©shivanitanwar -
O my companion!
O my real companion save me from the dark nights or give me light to walk under the darkness of night.
O my companion your love is pure and you are purity just tell me the truth of life and make my eyes open to see the reality.
O my companion hold my heart so tight and walk with me every moment of my life and never leave me alone to suffer the Satan's evil Whispers.
O my companion, make my heart pure and fill it with love and light and give me knowledge of my soul, my own, give me the power of delight.
O my companion I don't want to lose the right path, don't want to create myself the way where satan lives. Guide my heart my companion and save me from the evil desires.
O my companion take my soul in your hands and make it as sweet as you want to see it, and fill it to the kindness.
O my companion love me and don't let me go away from you, I want to live in your light, in your love and bless me to the greatest mercy of your heart.
O my companion you're noor and I'm your firefly. Let me touch the light of softness and deepness and don't let me go far away from your mercy.
O my companion i love you just hold my heart and save my soul from the evil of the world.
©philosophic_firefly -
___nujazi_farooq 11w
Almighty Allah has diverse this world for all living beings and for their living, ways and sources have also been prescribed. Among all the creatures, human being has been bestowed by best of all and also been taught to be best for all. He has been shown the path of right and wrong and was also been understood the consequences of each path, respectively. He has been explained the difference between Halal and Haram and the ways of earning accordingly....
In the society of ours, we are seeing dishonesty in every field viz medical, business management, transportation, engineering, teaching, politics etc and so on. We see every profession is submerged fully in corruption, deception, fraudulence, double-dealing, bribery, law breaking, malversation and in all kinds of menaces ... By doing so I say they are a blotch crud on our society.. They have no right to tag themselves as social workers but they should tag themselves as social devil's or we can say social contractors...
In contrary, if we see all the fields are worth honour whether educated or not... Every one's proffesion teach us, "be honest with me I will be faithful to you."...... If everyone do its work honestly from head upto peon they should be called the"angels of hope"on earth or the "symbol of humanity" not only for humans but also for non humans....
@mirakee @writersnetwork @bushra_sayed @harvest_of_mind @avril_dawn @bertha_berylAngels of hope
The angels of hope fallen on earth
In the form of humans humanity worth
Only generosity to anthropoid not their girth
Also being kind to nonhumans grant them mirth
Always being self_sacrificing taught their right
A hope of living amid darkish night
Only welfare of people's life for they fight
As servers being blessed in God's sight
©___nujazi_farooq -
ख्वाब हो तुम
टूट जाओ
इंसान हो तुम
रूठ जाओ
अगर हो हवा
तो मुड़ जाओ
हकीकत हो कोई
तो सवर जाओ
और अगर हो तुम
कोई रूह, कोई राज़
तो सुनाओ मुझे
अपनी गहरी आवाज़
और अगर तुम नहीं
कोई गीत, कोई साज़
तो रहने दो अपनी
ना बताओ कोई बात
बहते चले जाओ
बहते चले जाओ
पानी हो कोई तो
बहते चले जाओ
और सुनो आगे जाना
मुड़ के ना देखना
मैं थी कोई लड़की
ऐसा दोबारा नहीं सोचना
और रोना भी मत
हसना भी मत
हो कोई ज़िंदा जिस्म
तो मरना भी मत
©philosophic_firefly -
Living between the layers of your heart, i was flowing from one empty chamber to another, and you pumped me out, sucking all the oxygen from my arteries, until i couldn't breathe anymore.
~ fajr -
یہ کیا بات ہے کی خوشی اب مجھے جچتی نہیں
خوبصورت مسکراہٹ اب مجھ پہ اچھی لگتی نہیں
نہ جانے کیا سے کیا ہو گیا ہے زندگی میں میری
اب تو میٹھی میٹھی گفتگو بھی اچھی لگتی نہیں
شاید کوئی بزم ہو پھولوں کی اور میں رانی ہو وہاں کی
پر یہ جھوٹھی دللگی خود سے اب اچھی لگتی نہیں
میں کیا کہیں خود سے میں کیا کہوں تم سے
میری آواز میری بات اب مجھے اچھی لگتی نہیں
ہو جائے اگر کوئی کرشمہ تو سمجھو مل گئی جنّت
حال مگر یہ ہے اب جنّت مجھے اچھی لگتی نہیں
—اُلفت یامین -
wo
jab wo chali ek khwaab lagi
jab wo baithi ek kitaab
jab wo hasi ek noor lagi
jab wo sahmi ek raaz
jab wo dekhe koi gungunae
jab wo palke jhukae to dil churae
jab wo bole meetha meetha lage
jab wo kahe ek sargam bahe
ek bahta sa chashma
ek khoobsurt nageena
ek kudrati karishma
ek paak farishta
hawa se koi raaz wo gungunati
titliyon ke pankhon pe khwab sajati
na jane use kyu nahi thi khabar
wo thi sabse aa'la, noor-e-nazar
wo kah de do jannat
wo palte to dozakh
wo dheemi si khushbu
wo phoolon ka jadu
ek lambi si guftgu
uski aankhon me jadu
uske hathon me thandak
khud me ek kashaf
us pe main maharbaan
us pe main jaan-nasheen
wo meri zindagi
meri har ek khushi
mujhko usse mohabbat
wo jo hai kahkasha
meri hai wo zarurat
meri taabeer gumshuda
ab main paun kahan
usko laaun kahan
uspe bunta hun nazm
gadhta kuch kahaniyan
ab jo tootega khwaab
to aaega yaad
neend thi wo meri
aur meetha- jhootha sa khwab
©philosophic_firefly -
اُداسی/
اُداسی مار ڈالیگی
اے میرے محبوب!
اُداسی مار ڈالیگی
مجھے یہ چین نہیں آتا
میرا یہ دل دھڑکتا ہے
تجھے ہی یاد کرتا ہے
تیری ہی راہ تکتا ہے
مجھے سونے نہیں دیتا
مجھے رونے نہیں دیتا
میرا یہ دل دکھاتا ہے
تجھے ہی پاس لایا ہے
اے میرے محبوب!
میری تو دھڑکنوں کو سن
میرے خوابوں کو سارے سن
میری روح کو دلاسہ دے
مجھے تو پیار سے بھر دے
اے میرے محبوب!
یہ چیخیں جینے نہیں دینگی
اُداسی مار ڈالے گی
مجھے یہ مار ڈالے گی۔
14. Dec. 2020
©philosophic_firefly -
One day you'll miss this. You'll miss the constant messages on the group chat that annoy you so much. You'll miss the random late night conversations. You'll miss the random invites to go out. You'll miss the people you barely think about. You'll miss the ones that you always talk to. You'll miss the awful lessons with the bad teachers. You'll miss the awkward moments with new friends. You'll miss the school trips. You'll miss the bad assemblies. You'll miss the things you think you hate. You'll ask yourself why you missed all those opportunities. You'll think where you could be if you had of just said yes.
You'll miss it.
©one_has_no_name__
